Age: 124
7287 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sall... Logon ki soch kese badle gi.. ???? socha jaye to ye aik kuch namumkin sa kaam hey... lekin mere khayal main Gov. k liye ye kaam na-mumkin nahi hey.. ye baat aap ne theek kahi.. k her baar baat First step pe a k ruk jati hey, magar mere jese log isko First step ka aaghaaz zamajh k zara optimistic ho jatay hain..
aor jahan tak baat hey ye women rights waghera ki, is baray main shayad agar main khul k kahoon to kuch logon ko bura lagay.. lekin sab bakwas hey...
Age: 124
7287 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ooh wow... ye aik line main ne kahien parhi thi... U say it best when u say nothing at all... and i wanted to know about the wholw song.. singer kon hey..?aor song ka music kesa hey..?>
Age: 124
7287 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
yeh dekh looo ab
7 hrs se idher online hooo aur koi zyada se zyada bhi 5 yan10 log online rahye hon gayen woh bhi koi 1 hr
apni baar shor macha detye hain ke online koi nai online koi nai
tab se main and FG hi online hai ab tak
baqi sarye pata nai kdiher gum hain ab apni baar jis ne kaha na ke online nai online nia bahut pitaye kerni hia yar khyal keroo week end hai a jaoo online per nahi fiker hi koi nai
aaaaaaw... sorry sorry cf.. par wo kya na.. hamain kya pata k aap online ho.. aor hamain to aaj time e nahi mila aane ka...
Age: 124
7287 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oooh sorry nb sahab... baat kuch yun hey k ab sab sher to hamain yaad nahi ho saktay.. aor log bhi yahan ginay-chunay aatay hain... dil-bardaashta hone se bether hey k aap new misraa de diya karain...
Age: 124
7287 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well... athar... hum ye cheez shayad isliye feel nahi kar saktay k hum main se bohat se logon ne aisi koi targedy nahi dekhi jesi un logon ne dekhi hoti ho.. i mean jo log apni family aor apne loved ones lose kar dete hain, aor sath sath un k dil main apne country fellows k liye bhi emotions hote hain, to ye sab zulm shayad wo bardasht nahi kar patay, aor apni jaan ki parwa kiye baghair dushman pe toot partay hain..
i m not discussing k ye theek hey ya ghalat.. mujhe lagta hey hum is cheez ko shayad decide na kar sakain.. Ye Allah behter janta hey k kisi ne ya kaam kion kiya hey.. ho sakta hey kabhi kabhi is k alawa aap k paas aor koi option bhi na ho.. lekin ye main ne un logon ki baat ki hey jo freedom k liye fight kartay hain.. not like those k jese aik aorat ne rajiv gandhi k murder k liye khud ko present kiya tha..
Age: 124
7287 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well sall... women rights bill ki baat nahi hey... baat ye hey k agar hamara kuch bhi shariyat k mutabiq nahi hey to kam az kam hamain pehle step to lena chahiye.. i mean kya hum isko is sense main nahi le saktay.. k its a step.. a beginning.. mujhe women rights bill k baray main zyada nahi pata balkay shayad kuch bhi nahi pata k kya situation chal rahi hey...
aor doosri baat.. personally main ye women rights k shor k khilaaf hoon...